Tuesday, 30 July 2013

Wafa k qissay ajeeb thehre..

Wafa k qissay ajeeb thehre..

Wafa k qissay ajeeb thehre..
Ham b kitne ghareeb thehre..
Kisi ne chaha kisi ne paya..
Ye Apne apne naseeb thehre..
Jaan apni main us pe waaroon..
Agar wo mere qreeb thehre..
Dil-o-nazar b usi ko chahe..
Sbhi mere raqeeb thehre..
Diye hain jis ne ye dard saray..
Wohi to mere tabeeb thehre..!!'

No comments:

Post a Comment