Thursday, 18 April 2013

Kuch is tarah ka .....



Kuch is tarah ka bhi karte hain hum ghazab dono,

Ke rooth jate hain aapas mein be-sabab dono,

Karain jo beth kar batain to baat ban jaye,

Ke baat aik hi karte hain mil ke lab dono..

No comments:

Post a Comment